| | |
| Fajr padhiye aur Subah
ke Azkaar padhiye. | Fajr ko kabhi qaza na
hone dein |
| | |
| | |
| | |
| | |
| Salaam karke waqt par
niklein | Ghar waalon ke saath
waqt bitaayein |
| | |
| Discipline maintain
kariye. | Mehmaan aur mezban
ke saath achcha sulook |
| Bathroom etiquette.
Kachra dustbin me. | Bhai, behen, cousins ke
saath ladai jhagda nahi |
| | Zuhr ke liye masjid
jaaiye. |
| | |
| Discipline ke saath
bahar nikliye aur road
safety rules follow
kariye | Creative aur interesting
kaamon me dilchaspi
lijiye |
| Ghar laut kar salaam kariye. Badtameezi
nahi. | Apna room saaf kariye. Cupboard arrange
kariye. |
| Snacks khaate hue
ghar walon se baat
kariye | |
| Asr Padhiye. Shaam ke
Azkaar padhiye. | Jab aap bahar hon tab
bhi Asr zaroor padhiye, |
| | |
| Tuition timings:
Maghreeb se pehle ya
Maghreeb ke baad. | Co-curricular activities
par focus kariye. |
| Maghreeb padhiye
(ladke masid jaayein) | Agar kaheen baahar
hain, to bhi Maghreeb
padhiye |
| | Apne weak areas par
focus kariye |
| Maghreeb ke baad
Qur’an padhna chahiye | Weekly one day naye
sabaq ki chutti le lijiye. |
| | |
| | |
| Ishaa ke fauri baad so
jaaiye aur Tahajjud
padhne ki koshish
kariye. Tahajjud bahut
pyaari ibaadat hai. Is
waqt maangi Duaa
Allaah سُبْحَانَهُ وَتَعَالَى
zaroor qubool kare
hain. | Jaldi so jaaiye.
Allaah AAPKO
behtareen Momin
banaaye, Duniya aur
Aakhirat me kaamiyaabi
de aur apne waalidain
ke liye Sawaab-e-jaariya
banaaye.
Aameen 🙂 |